Pasand Aaya - Pratibha Sharma - Pratibha Sharma
| Singer | Pratibha Sharma |
| Music Producer | Asit Tripathi |
| Music | Bipin Das |
| Song Writer | Bipin Das |
| Label | Zee Music Company |
"Pasand Aaya Lyrics"
Ishq me tere aise
Fisla jo hai dil hai mera
Sambhle na samble re piya
Aisi paheli banke
Uljha jo ishq tera
Suljhe na suljhe re piya
Phir bhi dil tere isq me
Itna pagal ki mujhse
Hardam ye kahta re piya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz
Pasand aaya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz
Pasand aaya
Mai to apni sudh budh khoke
Bekhyali thodi hoke
Tere khwab me rahti re piya
Manchali malang si hoke
Jaise ki hawa ke jhhoke
Teri or mai bahti re piya
Ab duniya se kya lena
Tujhme hi mujhko rahna
Itna hi kahna re piya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz
Pasand aaya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz
Pasand aaya
Pal do pal mujhko na gawara
Tere bin mujhko na gaewara
Sanson ka tujhse hi raabta
Teri chahat me ha rah lu
Khud ko teri diwani kah lu
Dede mujhko itna wasta
Ab to chahe kuch bhi ho
Rab ki marzi ho na ho
Tera to hona re piya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz
Pasand aaya
Pasand aaya pasand aaya
Tere ishq ka andaaz
Pasand aaya
Comments
Post a Comment
If you have any doubts & queries, please let me know.