MAZAA | B Praak | Arvindr K - Jaani Lyrics
Mazaa Song in the voice of "B Praak" featuring Gurmeet Choudhary and Hansika Motwani. The song is composed by "B Praak", lyrics penned by Jaani and directed by Arvindr Khaira.
| Singer | B Praak |
| Composer | B Praak |
| Music | Jaani |
| Song Writer | Jaani |
Maine Gairon Ki Baho Mein Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
Tu Tu Hai Meri Jaan koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…
Maine Gairon Ki Baho Mein Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
Tu Tu Hai Meri Jaan koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…
Bhatak gaye the hum Ek Shaam ko,
Kiya hai kharaab kharaab tere naam ko,
Kyun Dil Teda Todha yeh poochne kal to
Humse sapne mein mere khuda aaya…
Maine Gairon Ki Baho Mein Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
Tu Tu Hai Meri Jaan koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…
Dariya Yeh Dariya Dariya Na Hota,
Na Hota Jo Iska Kinara
Aqal Thikane aayi hamari tumse bichad kar o yaara
Dariya Yeh Dariya Dariya Na Hota,
Na Hota Jo Iska Kinara
Aqal Thikane aayi hamari tumse bichad kar o yaara
Raat ko Nikla tha teri gali se, thokar main kha kar subah aa gaya
Maine Gairon Ki Baho Mein Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
Tu Tu Hai Meri Jaan koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…
Yeh Akhiri Ghalti Thi Akhari Mauka de de na mujh ko tu Saaki,
Ab tere pairon mein kaatnge yaara jitni bhi zindagi hai baaki
Yeh Akhiri Ghalti Thi Akhari Mauka de de na mujh ko tu Saaki,
Ab tere pairon mein kaatnge yaara jitni bhi zindagi hai baaki
Hooo......
Jaani ke andar jo Jaani Awaara tha Jaani who khud hi Jala aa gaya
Maine Gairon Ki Baho Mein Dekha Hai So ke,
Sach batayein Mazza aa gaya,
Tu Tu Hai Meri Jaan koi tujh sa koi na,
Yeh unki jo Khushboo samjha gaya…
Thank You !!
Good.....
ReplyDelete